∗(1). Har Namaz Pichli Namaz Ke BaadHone Wale Gunah Mita Deti Hain. –(Tanbihul Gafileen)∗(2). Namaz Se Gunaah Dhulte Hain. –(Ibne Maja)∗(3). Namazi Ke Liye Jannat Ke Darwaze Khol Diye Jate Hain. – (Tabrani)∗(4). Namaz Imaan Ki Alamat Hain. –(Munyatul Musalli)∗(5). Namaz Se Rozi Me Barkat Hoti Hain.– (Tanbihul Gafileen)∗(6). Namaz Ki Toufiq Milna Allah Ta’ala Ka Aehsan Hain. – (Mukashftul Quloob)∗(7). Namaz Padhkar Wahi Bethe RaheTo Firishte Dua-e-Magfirat Karte Hain. –(Abu Daud)∗(8). Namaz Padhne Wale Par Nekiyo KiBarish Hoti Rahti Hain. – (Ehyaul Uloom) ∗(9). Namaz Behtereen Ibadat Hain. –(Delmi)∗(10). Har Hissa-E-Zamin TamannaKarta Hai Ki Kaash! Mujh Par Koi NamazPadhe. – (Tabrani)∗(11). Namaz Buraiyo Aur Bimariyo Se Bachati Hain. – (Tazqiratul Wayezeen)∗(12). Namaz Padhne Wale Ke GunaahMuaf Ho Jate Hain. – (Mishkat Sharif)∗(13). Ek Namaz Dusri Namaz Tak KeGunaaho Ka Kaffara Hain. – (TanbihulGafileen) ∗(14). Namazi Ke Gunaah Iss TarahJhadte Hain Jis Tarah Khiza Me DarkhtKe Patte. – (Mishkat)∗(15). Namaz Se Farig Hote Hi GunaahMuaf Ho Jate Hain. – (Kanzul Ummal)∗(16). Namaz Se Sagira Gunaah Muaf Ho Jate Hain. – (Muslim Sharif)∗(17). Namazi Ke Sare Gunaah Jhad JateHain. – (Tanbihul Gafileen)∗(18). Namazi Ko Pul-Sirat Par SawariyaMilengi. – (Nuzhatul Majalis)∗(19). Namaz Padhne Se Darjaat Buland Hote Hain. – (Muslim Sharif)∗(20). Namaz Jannat Ki Kunji Hain. –(Muslim Sharif)∗(21). Namaz Yakinan Duniya Aur UsmeJo Kuch Hain Unn Sab Se Behtar Hain. –(Tazqiratul Wayezeen) ∗(22). Sajde Me Banda Allah Ta’ala KeKaribtar Hota Hain. – (Muslim Sharif)∗(23). Baccha 7 Baras Ka Ho Jaye ToUse Namaz Ka Hukm Do. – (MuslimSharif)∗(24). Farz Namaaz Ke Baad Afzal Namaaz-e-Tahhajjud Hai. – (Ahmed)Ya Allah Apne Habib sallAllaho ta'laalayhi wa sallam Ke Sadke HumMusalman Ko Namaj Ki Daulat Nasib AtaFarma.Aameen!
No comments:
Post a Comment